15

ENGAGEMENT (SUSPENSE AWAITS)💛

Pyaar, muskaan aur sajti hui mehfil ke beech… kabhi kabhi ek pal aisa bhi aata hai jo sab kuch badal deta hai.

Chapter 8 sirf ek Engagement nahi… balki ek turning point hai. 💫

Iss dafa sirf dosti aur mohabbat ka rang nahi, balki ek raaz bhi chhupa hai…

Ek aisa raaz jo kuch dilon ko kareeb laye. 🖤

Aur haan… agar aapko Mohabbat (Sabr aur Shukr) ka safar pasand aa raha hai,

toh vote zaroor karein ✨

Aapke ek vote se milta hai woh hausla jo har likhe hue lafz ko zinda rakhta hai.

Toh ready ho jao…

Shaadi ke geet ke beech ek thriller dhadkan sunai degi. 💍💔

________________________________

NEXT DAY HASHIM MANSION DECORATED WITH WHITE AND PINK BECAUSE OF THEME.

Aziz family reached at Hashim Mansion

they greeted each other. Zoya came to

Sehrish and hugged her.

Zoya - U know sehrish I am really happy-

Hashim: Beta fikr ni kro tum humare liye

humari zoya ki trh ho.

Sehrish nodded and they all busy in chit

chat. Then Sarim came greet all of them

He was looking absolutely stunning in

white and pink combo kurta. Sehrish

staring at him continuously. She back on

reality when he heard clearing of Sarim.

Sarim = I know I am handsome bt don't

gawking at me.

Realisation hit Sehrish. Her eyes fell to

ground. Sarim said BTW U r looking

breathtaking and mesmerized. (Heat

start rising on Sehrish face). 

Sarim said "I love the red colour of your cheeks".

Zoya cleared her throat. Then everyone

gathering to the stage. And Hashim Announce that It was not only graduation party of Children's Bt it is also a celebration of My son Sarim's engagement to Sehrish, my best friend daughter. 

Everyone applause and then Sarim and Sehrish enchange Rings.

Stage ke aas-paas sab log khush the — lights, laughter, cameras, aur mehfil ka shor.

Zoya apne usual excitement mein idhar–udhar bhaag rahi thi — kabhi Sehrish ki jewellery check kar rahi thi, kabhi table se snacks utha kar Sehrish ko de rahi thi.

Bas har jagah Zoya energy. 😅

Par uss haste khelte moment mein, ek chhoti si “Zoya moment” ho hi gayi.

She turned too quickly — aur juice ka glass seedha Ruhaan ke sherwani par gir gaya. 🫣

“Ya Allah! I’m so sorry!” Zoya almost squealed, napkin pakad kar jaldi se clean karne lagi.

Ruhaan ne ek second ke liye use dekha…

Hamesha confident aur talkative Zoya ab bilkul panic mode mein thi — aankhein badi badi, lips pursed, aur face pe guilt aur cuteness ka perfect combo.

Ruhaan bas chup khada raha,

par uske andar kuch ajeeb sa mehsoos hua.

Gussa nahi… bas ek soft smile jo khud-bakhud aa gayi.

“Zoya…” usne halka sa kaha,

“Relax. Kapda sambhal lo, main sambhal jaunga.”

Zoya ne awkward hansi di, “Mujhe pata tha main kuch na kuch karungi hi…”

Aur phir seedhi ho kar baat badal di, “Aap… zyada gussa to nahi hue?”

Ruhaan ne bas sir hila diya, aankhon mein halka sa warmth lekar.

“Nahi, bas ab tum zyada close mat aana… warna poora sherwani change karna padega.” 😏

Zoya ne aankhein ghumayi, par andar se ek chhupi si muskaan aa gayi.

Aur Ruhaan ke liye — woh chhoti si clumsy girl ek dum se perfect highlight ban gayi us shaam ki.

Usne door jaate hue Zoya ko dekha, aur khud se kaha,

"Kuch toh baat hai is ladki mein… jo har galti bhi pyari lagti hai." 💫

After that they heard someone's scream and rush to main door. There was standing Hadi. "Mere bina engagement krli"(fake Crying) Sarim. (Singing) Dost dost na raha.

All laughed at his actions when they

heard laughing. He hugged Sarim and

Sehrish to congratulate them.

"Ishi m aa gyi, Tune mere bina engagment krli. Meher said.

"Humara bhi wait ni kiya". Behind Mahir

and Hania".

Sehrish ran towards three of them and

hugged them. "Said Sorry" Sehrish said

"Mahir bhai kese h aap or Honey aapi

I missed a both". Hashim family was

confused to see them like that . 

Then Zoya came to them and "Mahir bhai

itha late kese ho gye". "Traffic yaha ka"

Mahir said.

Mahir: Sarim would be wife se to milao.

Sarim introduced Aziz family to them. Mahir greeted and hugged Waqas and said "Kese h aunty, uncle aap or haan kaha hai". Ruhaan come and hugged him from behind and said "Bhai kese h aap" Mahir told Hashim that they are the neighbours of ours in London then they shifted in here. So that's it.

 Hania came to Sehrish and said "Mil gya tumhe tumhara sam. Sehrish shocked and turned Sarim and gawking at him and remember childhood memories. Mahir patted Sarim's back and wishper to his that "Mil gyi tumhare Ishi". Sarim was also in shocked. Then all went to food section for dinner. Bt Sarim and Sehrish was standing at their place.

Sarim P.O.V

Kehte hai na Allah aapki duaye kbhi radd nhi karta bs sahi waqt per aapki dua qubool karta hai or uski khushi hi alg hoti hai. Kisi cheez se naummend ho or wo mil jaye to fir zindagi mukammal lgne lagti h. Jaise hi Mahir bhai ne btaya ki Sehrish hi meri Ishi hai. Aisa lga jayse waqt ruk gya ho yakeen hi nhi ho rha tha fir jo ishi ki aankhon mein aansu dekhe to m ghbra gya jb wo mere kareeb aayi or usne muhjse kaha Mujhe yakeen ni ho rha tum mere samne ho jiske intezaar me aankhe thk gyi wo aaj mere samne hai fir usne mujhe gale lgaya or lga wo pal nahi ruk

gaya Achanak humara moment kharaab

ho gya us ladki ki wjh se usne meri

Ishi ko zor s hug kr liya. Ishi said

to her "Mihi chodo mujhe". Mihi said

acha ji Sarim se to chipki padi the.

Ishi blushed hard. Ishi said "let me

introduce you Sam ye meri cousin h

Meher or Meher ye hai Sarim. Meher

said acha to yeh hai Sam. Ishi nodded

Then we went to dining area for dinner,

Bt I am stuck on that moment when she

hugged me said Sam. Wow yaar apna

naam pehli baar acha lg rha hai.

Back on Earth when Zoya said Sarim

ye kya chakkar hai Sam and Ishi. Then

I narrate whole story. Her expression

'O', Pee mujhe q ni btaya kuch. & ki m

nhi chahta tha mujhe sad dekhkr teri

sad ho. I said. O, Mera bhai tu kitna

pyara hai. Zoya said Then we eat.

Together Time Passed. Sehrish family left.

 Sehrish's Pov.

Mai nhi janti thi meri duaye aise qubool hongi. M yakeen tha mujhe mere Allah per wo mujhe mayus nhi hone dega. Samajh ni aa rha kese react kru. Mujhe pta bhi nhi chala kb m uske pass pahuch gye bina soche samjhe use gale lagaya fir realise hua ye m kya kr rhi hu m back off kr rhi thi. The ki usne mujhe tightly hug kr liya or bs sukoon tha Hum aise hi khade the pta nhi kb tk. Fir achanak mujhe kisi ne usse alg krke gala lagaya, phle to socha laga du ise ek fir usne mera naam liya to pta chla wo Meher hai. Mene use Sam se introduce karaya or fir hum khana khane chle gya, pr uski nazar hi nhi hat rhi thi mujhse. Humne khana khaya tbhi khala or khalu bhi aa gye sbse mile wo or fir meri bari (Sabrina khala is my bestie more than khala). I said 'O; my bestie kesi hai aap mene aapke bht miss kiya pta hai aapko or aap aaj bhi late. It's not fair. Mujhe ni karni aapse baat. Ruhaan said "Baat ni krni to hug kr kiya chhod de". Everyone laugh. I said "Mene baat krne ko mana kiya hai hug krne ko nhi". Meher said 'O'."Thik hai baat ni karogi to m ye chocolate or

shawl kisi or ko de deti hu". Sabrina said.

Sehrish Eye's widened. I said "khala m

to mazak kr rhi thi dijiya mera shawl

ye lo khala gave me. "Wow khala aapko

pta h mujhe kese manana hai" I said. "I

know mera baccha" Khala said. & nodded.

Zoya said "Mtlb Sehrish mujhe Iga tum chocolate ke liye excited ho. I said "Nhi yaar Meri Shawl humesha khala design krti hai and I loved, see this". I show her. All

praised the work. Chle aap sb dinner

kare m aati hu abhi. I excused myself.

M garden m ghoom hi rhi thi tbhi

Ruhaan kehta hai chle Ishi. I nodded

Bhai aapko pta hai sarim hi sam hai

Honey appi ne btaya. He was in shock-

"seriously?" I nodded. Bhai u know I am

very lucky. Mere pass aap jaisa bhai hai

Itna loving and caring. Ruhaan raised his

eyebrow "somone is praised me". Ha bhai

I love u, u know that, supportive

parents and Mihi, Zoya jaise friends or

Honey appi Mahi bhai jaise guide, mentor

or ab sarim jaisa loving person. Time pass.

Zoya's POV

I can't beleive on my eyes when I saw Rohaan in traditional. Mere nazre ni hat rahi thi usse. I staring at him like a creep. Suddenly I realise He was also gawking at me when I get close to him & heard him he said "beautiful" in very low noice. then I asked him what he said, He said "nothing".

I asked BTW M Kesi lg rhi hu

Ruhaan - Aaj to Miss bedhang khoobsurat lg rhi hai (Eye contact).

I said - Mr. Beghairat aap ko aaj bhi ladna hai.

Ruhaan - Excuse me mene aapki tareef ki.

I said - Ek min ye miss bedhang kis khushi mein.

Ruhaan - Uff Allah ji Miss bhedang suna lekin khoobsurat nhi. O' Mam & am sorry

I said - It's okay, and thank u for the compliment. BTW u r also looking Handsome

Ruhaan - Jazakillah Khair

(Eye Contact Ended)

Ruhaan's POV

Entering in the venue. Meri aankhe jis

pe thehri wo thi Zoya... yaar seriously,

aaj samajh m aaya 'breath taking' ka real

meaning. Itni pyari lg rhi thi or

heartbeat to badh hi gyi jb wo mere kareeb

aayi. I mumbled myself 'Beautiful' she

said 'what'. 'Nothing' I said. She asked

'Me kesi lg rhi hu'. I said to myself 'breath

taking'. She waved her hand at my face

I thought of teasing her so I said "Eye Contact

Aaj to Miss bedhang bht khoobsurat lg rhi h.

Zoya: Mr Begairat aapka aaj bhi ladna hai.

I said to myself Mr Begairat. huh ye

ladki khudko samajhti kya hai.

Excuse me mene aapki tareef ki

Saying 'Ek min ye miss bedhang, kis

khushi m'.

I said - Uff Allah ji miss bedhang suna khoobsurat

nhi. O Mam I am sorry.

Chit chat continue.

HADI Pov:

Hall lights halki si dim hui thi… laughter, music aur camera flashes ke beech sab log apni khushiyon mein khoye hue the.

Aur usi bheed mein, ek pal ke liye Hadi ki nazar ruk gayi — bilkul be–iraada.

Woh entrance par khadi thi…

Peach color ka lehenga, soft curls, aur aankhon mein ek ajeeb si shanti.

Jab Hania ne halki si muskaan ke saath “Assalamu Alaikum” kaha — Hadi ne bas itna mehsoos kiya jaise waqt ruk gaya ho.

Uske dil mein ek ajeeb sa sukoon tha…

Na pehchaan, na wajah, par kuch toh tha jo dil ko keh raha tha — “she’s different.”

Ek taraf log hans rahe the, engagement ki rasmein chal rahi thi,

aur doosri taraf Hadi ka dil ek nayi kahani likh raha tha, bina kisi dialogue ke.

Woh bas dheere se muskuraya, jaise apne dil ko samjha raha ho —

"Control kar Hadi, yeh koi movie scene nahi… par shayad yeh scene teri movie ka start ho." 🎬💫

MAHIR'S pOV:

Noise, laughter aur lights ke beech Mahir bilkul apne casual mood mein tha — hands in pocket, teasing Ruhaan aur Sarim as usual.

Par phir uski nazar ek pal ke liye ruk gayi…

Woh pal jahan sab kuch normal tha, sirf uske andar kuch badal gaya.

Meher stage ke paas khadi thi — simple yet stunning.

Na zyada shor sharaba, na attention-seeking style… bas ek elegance jo khud bol rahi thi.

Uske haath mein chai ka cup tha, aur jab usne halki si hansi chhodi — Mahir ne bas itna mehsoos kiya,

“yeh ladki calm hai… par dangerous bhi.” 😌☕

Usne Hadi ki taraf dekha aur dheere se bola,

“Bhai… kahani mein twist aa gaya lagta hai.”

Dil ke andar ek ajeeb sa attraction tha, par Mahir ne apne trademark smile ke saath use chhupa liya.

Par uss muskaan ke peeche ek thought chal raha tha —

"Agar yeh ladki meri zindagi mein aayi… toh boring nahi hone wali." 😉💫

MEHER'S POV:

Stage ke lights warm the, mehfil apne charm pe thi — aur Meher, as always, apne calm andaaz mein sab observe kar rahi thi.

Woh crowd ke ek kone mein khadi thi, bas logon ko dekhte hue muskurati ja rahi thi.

Tabhi nazar padi — ek ladke par.

White kurta, light stubble, aankhon mein confident si sharaarat… aur woh smile —

jaise kisi ne “charm” ka meaning live dikha diya ho.

Mahir.

Woh sabke beech khada tha, par uske expressions bilkul alag.

Na zyada loud, na fake — bas real.

Aur jab usne Meher ki taraf dekha, ek second ke liye unki aankhein mili…

aur Meher ke dil ne bas itna kaha — “Uh oh… this looks dangerous.” 😅💞

Usne cup se ek sip li aur khud se kaha,

"Meher, sambhal ja… yeh banda aankhon se zyada bolta hai.” 😉

Lekin jab Mahir ne halka sa wink kiya —

toh pehli baar Meher ke calm dil ne bhi ek beat miss kar di. 💫

HANIA'S POV:

Aaj sab kuch perfect lag raha tha — décor, music, logon ki khushiyan… aur Ruhaan.

Wahi calm, charming Ruhaan — jise dekhte hi Hania ke dil mein ek ajeeb si warmth aati thi.

Woh corner mein khada tha, apni usual composed smile ke saath, aur Hania ne bas ek chhupi si nazar us par daali.

“Bas itna hi kaafi hai... door se dekh lena,” usne khud se muskurate hue socha.

Lekin phir — ek naya chehra nazar aaya.

Blue sherwani, steady gaze, aur aankhon mein wo depth…

Hadi.

Ek second ke liye sab awaazen dull ho gayi.

Hania ko samajh hi nahi aaya — yeh kya tha?

Wo us ladke ko pehli baar dekh rahi thi, par jaise wo aankhon se kuch keh gaya ho.

Dil ke andar ek halki si larai shuru ho gayi —

"Arre Hania, tu pagal hai kya? Tu to Ruhaan pe crush karti thi na?"

Phir halki si hansi chhupate hue usne khud se kaha,

"Bas ek baar dekha hai, aur tu already confuse ho gayi… Shabash Miss Malik!" 😅

Par jab Hadi ki nazar usse mili, to kuch toh alag tha…

Woh usual comfort jo Ruhaan ke saath feel hota tha,

uske jagah ek nayi curiosity, ek silent spark ne le li thi.

Aur Hania ne halki si sigh le kar khud se kaha,

"Lagta hai engagement sirf unki nahi… meri feelings ka bhi hai koi naya twist." 💫💔.

________________________________

Arre doston! 😄

Toh yeh tha hamara chhota sa suspense-filled chapter… ab aap batao, padhke kaisa laga? Dil thoda dhadka, ya hasi chhupi nahi rahi? 😏

Kya aapko lagta hai ke yeh twist thoda unexpected tha, ya phir aapne pehle se hi sab predict kar liya tha? 🤔

Mujhe toh likhte-likhte maza aaya, aur sach bolun, har line mein aapke reactions ka sochna aur bhi fun bana deta hai. 😅

Agar aapko hasi aayi, thoda suspense feel hua, aur thodi curiosity bhi bani rahi — matlab mission accomplished! 😎

Ab agli baar, tayyar raho, kyunki main aur bhi twists, chhupke surprises aur funny moments lane wali hoon. Aur haan, comments mein batao — kaunsa moment sabse zyada aapko pasand aaya, aur kaunsa moment aapko “yeh kya ho gaya?!” wali feeling diya. 😜

Toh bolo… suspense kaisa laga? Ready ho agli baar ke liye? 💫✨

Chhoti si warning: Agli baar aur bhi zyada crazy, fun aur heart-thumping surprises honge! 😏🎉

Write a comment ...

Write a comment ...