12

SUKOON KI BAARISH 💖

Kabhi kabhi zindagi ke shor sharabe ke beech ek aisa pal milta hai jo dil ko sukoon se bhar deta hai. Ye chapter bhi wahi lamha hai… ek shaam, ek dinner aur rishton ke darmiyan pighalta hua pyaar. “Sukoon ki Baarish” un jazbaat ka safar hai jahan mohabbat aur apnapan ki halki si phuhaar har dil ko choo jaati hai. 🌧️💖

Aur haan, aap sabka pyaar aur support bhi mere liye ek sukoon ki baarish hi hai, jo har chapter ko aur khaas banata hai. 🌸

________________________________

They came out from hospital and settle in the car. They reach Aziz Mansion in 15 min. Ruhaan took Zoya in his arms and went in living room where Sarim and her parents already sitting. When they see Zoya they are being tensed and asked "what happened". Sarim came to Zoya and help her in sitting on sofa. She told him about the incident.

Sarim: Zoya, tum thik ho na. 

Zoya: Ha, main thik hu. 

Sarim: Hmm, Pakka.

 Zoya: Hmm, Pakka.

After the conversation of 2-3

hours. 

Seher: Chalo to bachcho dinner kar lete hai.

All turn towards dining table and sat on the chair.

 Zoya = wow, Aunty ye sb to mera favourite hai. 

Sarim = Ji, Aunty. Or meri favourite bhi hai. 

Seher = Ji Beta aapki mama se puchker bnaya hai.

 Zoya and Sarim said = So, sweet of you Aunty. 

Seher smile and said "Shuru kro bachcho fir custurd or Tiramisu bhi hai sehrish ne bnaya hai.

 Sarim smiled at Sehrish. 

Waqas Zoya ki taraf dekhte h jo bs bs khane ka hi dekh rhi h or kuch kha nhi rhi hai.

Waqas:Kya hua Zoya beta.

Everyone's attention is on Zoya now.

Zoya(sheepishly smile):Wo mujhe samajh ni aa rha kaha s shuru kru.

Seher:Beta tumhara apna ghr h aaram s Khao. Jo Mann kre.

Zoya:Ji Badi Mamma.(use realised hota h usne kya kaha or wo "sorry" khti hai).

Seher:It's okay Zoya tum mujhe badi mamma kh skti ho.

Ruhaan:Zoya aap confuse bhi hoti hai. I thought aap bs logo ko confuse krti hai.

Sarim and Sehrish giggled at this.

Zoya apni plate m serve kr rhi hoti h tbhi uske hath s spoon slip ho jata hai or daal gir jati hai uske hath pr.

Ruhaan:(scold) Tumhara dhyaan kaha rhta h sach m dimaag nhi h tum me.

Zoya:(blurt) aap pr. ( pr itna aaram s ki sirf Ruhaan ko sunayi de qki wo uske pass hi baitha tha.

Ruhaan smirk at this.

Sarim:Zoya khana kahi nhi ja rha aaram s serve kro.

Zoya:(mutter)Sorry.

Sehrish:Its ok m serve kr deti hu. (Sarim or sehrish ke hath ek dusre s milte jb wo Zoya ko serve kr rhe hoti h ek spark hota h.

Chota sa eye Contact).

(Or wo Chota sa pyaar bhara moment Seher or Waqas bade hi pyar s dekh rhe hote h).

Fir sb dinner shuru krte h or Ek Trf Ruhaan h jiske dil m ek ajeeb s khushi thi zoya n jb Seher ko mamma kaha wo khud samajh ni pa rha tha wo kya ehsaas hai.

After the dinner. 

Sarim = Aunty, bht tasty, khana tha. Or Custurd or Tiramisu to bht hi badhia tha.

 Zoya said the same. 

Bt she saw the reaction of Seher's face and asked "what happend aunty". 

Seher = Hm, Beta I am upset with you Sarim.

Sarim said, "But why Aunty did I say something wrong?" 

Seher: "Ys."

Sarim: "Kya Aunty?"

Seher: "Yeh Aunty... Tum mujhe Badi Mama ya Tai Ammi bhi bol sakte ho."

All laughed at this and Sarim said, "Ji Badi Ammi."

Seher: "Good. Ab yeh batao, tum log room share karoge ya fir room ready karwaane tumhare liye?"

Zoya: "Wait Aunty, I mean Badi Mama, aaj hum chaaron soyenge nahi."

All scream = Q

Zoya said, "Hum logon ko ek dusre ke saath time spend karna hai warna ek dusre ko janenge kaise? Or wese bhi ye moka roz roz to milega nhi ki hum sb saath ho to bs".

Seher: "Thik hai Beta."

Phir Seher or waqas Baccho ko shabba

Khair khkr chle jate hai. Fir wo charo Drawing room m jaker baith jate hai. Fir Sehrish khti Zoya kya karenge jaag kr ye to btao.

 Zoya: Mere pass ek game hai. 

Trio: Kya game.

Zoya: Hum ek dusre ke favourite's jante hai phle. 

Sehrish: Wo kaise.

Zoya: Wo aise, ki hum ek-ek krke bolenge favourite food, fruit, colour etc. Or sb jawaab denge ek-ek krke.

Ruhaan: Ek baar or btayengi aap.

Sehrish: M btaati hu. M bolungi favourite colour to fir phle zoya jawab degi fir aap or fir sarim fir m. Game aise hi continue rahega.

 Sarim and Ruhaan: Okay done samajh gya.

Sehrish: Favourite Colour.

Ruhaan = White.

Zoya = Black.

Sarim = Blue.

Sehrish = Red.

Zoya - Favourite Food.

Ruhaan - Aalu Puri, Rice Pudding.

 Zoya = Dal Rice, Custard, Chicken Fry. 

Sarim - Aalu ke Parathe, Rice Pudding.

Sehrish - Paneer Curry, Rice Pudding

Etc., Goes on.

Fir ye game chalta raha aise hi. Fir Zoya khti hai, long drive par chale kya Sarim? Bahut craving ho rahi hai plz.

 Sarim = Zoya is time.

 Zoya = Ha, toh plz bhai chalo na. Mausam bahut acha ho raha hai.

Sarim: Ok, fine. Chlte hai. 

Sehrish: Is time long drive.

 Sarim: Q. Tumhe ni pasand long drive. 

Sehrish: Ruhaan chloge na tum.

 Ruhaan: Pagl ho Sehrish dekho mama gussa karengi. 

Sehrish: Jldi laut aayenge na. 

Sarim: Chlo na Ruhaan. 

Ruhaan: Ok, fine. Jana Kaha h btao m gadi nikalta hu. 

Sarim: Nhi, Car nhi.

 Ruhaan: To fir. 

Sarim: Bike hai. 

Ruhaan: Hai. 

Sarim: Bike par chlte hai car m maza ni aayga.

Ruhaan = Thik hai Chlo.

Ruhaan Or Sarim fir parking tak jate hai. Bikes nikalte hai or dono nikal jate h bike ride pr. Ruhaan Sehrish, Zoya Sarim.

Ruhaan " jana kaha hai".

Zoya =India Gate.

Ruhaan and Savim = Ok.

Fir wo log India Gate pahuchte hai. 

Waha wo log thoda walk krte h fir near bench pr baithte hai.

Zoya = Yaar bht boring, ho tum log.

Trio = Whhatt.

Zoya= Ha yarr.

Trio = To Kya krna hai fir tumhe Har cheez m enjoyment chahiye.

Zoya= Ha Bilkul. Truth and dare khelte hai.

Trio = Ok. Bt ek baat hai tum bht ziddi ho.

Zoya= wo to m hu. Shuru kre fir.

Bottle Zoya ghumati hai. Bottle Sehrish par rukti hai.

 Zoya = Truth or dare.

 Sehrish = Truth.

Zoya = Celebrity Crush.

Sehrish = (Thinking) Siddharth Malhotra. 

Zoya = Nice Choice.

Fir bottle ghoomti hai aur Zoya par rukti hai. Ruhaan kehta hai acha aapse me puchta hu. Truth or dare.

 Zoya = Dare. 

Sehrish = Couple dance with Ruhaan.

Zoya and Ruhaan =(choke on air) Whhatt. 

Ruhaan whispers Sehrish = Sehrish pagl ho gyi ho tum. tumhe pata h m ye nhi kr skta.

Other side Zoya Sehrish ko isharo m mana kr rhi hai. Sarim ye sb dekhkr.

enjoy, kr rha hai.

 Sarim said "yaar bs dance hi toh hai. 

Ruhaan :- Ji Bilkul.

Seherish :- Zoya tumharra dare hai ab tum dekho kese manaagi ruhaan ko. 

Zoya :- Yaar sehrish, Kaha fasa diya.

 Ruhaan :- (Slow voice) Jaise m to bht khush hu iske sath dance kerke..

 Zoya : Kuch Kaha tumne, (Ruhaan shook his head as no) m haar jaungi plz ruhaan one dance plz..

 Ruhaan :- (Muh bnate hue) fine, Whatever.

 Fir Seherish gaana chalati hai (zara si dil m de jagah). 

🎶 "Zara sa, dil mein de jagah tu..."

Ruhaan slowly apna haath extend karta hai. Zoya halki si sharmake hesitate karti hai, phir dheere se haath de deti hai.

Eye contact avoid karte hain, but ek chhoti si smile aa jaati hai.

🎶 "Zara sa, apna le bana..."

Ruhaan thoda step aage badhta hai, Zoya piche ho jaati hai — dono ke steps sync nahin hote.

Zoya ke lehenga ki flare Ruhaan ke shoe pe aa jaata hai, woh halki si trip karti hai, Ruhaan turant pakad leta hai.

Awkward eye lock — dono nervous laugh kar dete hain.

🎶 "Zara sa, khwaboon ko de panaah tu..."

Thoda confident hoke woh dono side–to–side sway karte hain.

Zoya ke baal Ruhaan ke face ko lightly touch karte hain, woh awkwardly ek second ke liye freeze ho jaata hai.

Zoya hair adjust karke embarrassed si smile karti hai.

🎶 "Zara sa, khud mein kar de khudaa..."

Ruhaan halka sa twirl karata hai Zoya ko, but woh direction confuse ho jaati hai aur ulta spin karti hai.

Sab log hansi rok nahi pate, dono aur zyada awkward ho jaate hain.

Last mein dono bas ek jagah sway karte hain, thoda safe mode mein, jaise “Bas gaana khatam ho jaaye.”

Or dusri trf.

Sehrish Sarim ki side glance karti hai aur halki muskaan ke saath kehti hai:

“Dekha? Maine bola tha ye dono perfect dance partners banenge.”

Sarim aankhen dance se hattata hue, dheere se bolta hai:

“Dance partner ya shayad kuch aur bhi…”

Sehrish thoda chok kar uski taraf dekhti hai, phir soft tone mein bolti hai:

“Sarim… kabhi kabhi tum bohot zyada soch lete ho.”

Sarim uski taraf finally dekh kar half–smile deta hai:

“Aur tum kabhi kabhi kuch kam sochti ho.”

Dono ke beech ek chhoti si eye contact wali silence aa jaati hai… jisme thoda awkwardness bhi hai aur ek hidden comfort bhi.

 Dance complete hote hi Baarish hone lg jati hai. 

Sarim hooting karne lg jata hai Fir zoya or ruhaan shed ke neeche chle jaate hai or sarim or sehrish baarish me bheegne lg jata hai...

Ruhaan- Yaar! Is baarish ko bhi abhi aana tha.

Zoya - Kyun aapko baarish nhi pasand?

 Ruhaan- pasand h per is waqt. 

Zoya- Ha toh baarish hone ka koi waqt thodi hota hai.

 Ruhaan- haa to (waqt to aapke bolno ko bhi nhi hai, Thinking).

Zoya- Aapne kuch kaha?

 Ruhaan- nhi to (yaar ye mann ki bhi awar sun leti hai Kya). 

Zoya- sarim aaj bht dino k baad itna Khush lg rha hai wrna to wo bahot saalo se baarish me bheegne avoid krta hai lekin aaj pta nhi kya hua. 

Ruhaan- Haa Sehrish bhi kaafi khush lg rhi hai. 

________________________________

Bas yahin par chapter khatam hota hai 🤍 Har scene likhte waqt dil se dua thi ke aap sabko yeh safar sukoon aur muskaan dono de. Characters ki emotions, unka bond aur unki chhoti chhoti baatein aapke dil tak pohch payi ho, toh meri mehnat safal ho gayi.

Aapke votes aur comments mere liye ek nayi energy hote hain 🌸 Agar aapko chapter pasand aaya ho toh please vote karna aur apna feedback dena na bhoolna. Aapka ek chhota sa response mere liye badi motivation ban jaata hai 💌

Write a comment ...

Write a comment ...