SEHRISH AZIZ:
Sehrish wo larki hai jo kam bolti hai
lekin uski awaz mo khamoshi m sukoon
hota hai. Har Mushkil m sbse phle
sajde m jati hai. Uski Namaz uski
pehchan h. Wo mohabbat me bhi sabr
kr dua ka rasta chunti h. Her presence
is like the calm after a heartfelt prayer.
Respect others and love her family.
SARIM HASHIM
Sharp, intelligent face withe a deep
emotional layer. Wo businessman vibe
bhi de skta hai or Sehrish ke samne
cute boy bhi. He is serious yet soft.
Loves family the most. Dono pasand krte h
ek dusre ko bachpan s pr apni pehchaan s anjaan hai.
ZOYA HASHIM
Zoya wo larki hai jo ek second me
sbko hasa deti hai. Wo childish hrkate
krti hai, lekin emotions m baccho se
bhi gehri h. Apni duniya khud bnati
h jaha pyar ko loud bhi jia jata
h or chupke se mehsoos bhi kiya jata hai.zoya bring spicy in Ruhaan calmness.
RUHAAN AZIZ:
Ruhaan ek aisa shaks hai jo sukoon ki misaal hai lekin uske sukoon ke niche ek naughty insaan chipa hai jo sirf zoya ke liye bahar aata hai. Uski baate km hoti hai lekin jb krta hai hr lafz m dil choone wala hota hai log use lawyer ke Roop m jante hai.
MAHIR MALIK:
Mahir wo ladka hai jo din bhr building design krta hai or raat ko romantic novels padhte hue apne khwaabo me us anjaan Tasveer ko imagine krta hai. Uske liye mohabbat ek well planned structure h hr foundation sabr s or hr detail pyar s.
MEHER FARAZ
Meher ek chalti firti novel hai. Har
scene me drama. Uske muh se niklne
wali baate kabhi logic nahi sirf
emotion hoti h. Uski duniya jitni
loud h uska pyar utna hi genuine
aur gehra.
HANIA MALIK
M office nhi sambhal skti bs ek
choti si duniya sambhalna mere
khwaab h. Hania wo larki hai jo duniya ke
sapne nhi, apna chota sa ghr ka
khwaab dekhti h – jahan mohabbat he
roshani h or sukoon ho. Log use
simple samajhte hai lekin wo ek
geheray h. Ruhaan ko pasand krti
h mgr kabhi keh nhi payi. Hania
kisi ko badalna nhi chahte bs kisi
ki zindagi ka sukoon bn jana
chahti h.
HADI MUSTAFA
Hadi ek aisa ladka h jo zindagi ko kbhi reality ki nazr se nhi dekhta uske liye hr din ek naya scene hota h.
Write a comment ...