SEHRISH AZIZ:
Sehrish wo larki hai jo kam bolti hai lekin uski awaz mo khamoshi m sukoon hota hai. Har Mushkil m sbse phle sajde m jati hai. Uski Namaz uski pehchan h. Wo mohabbat me bhi sabr kr dua ka rasta chunti h. Her presence Is like the calm after a heartfelt prayer.Respect others and love her family.
SARIM HASHIM
Sharp, intelligent face withe a deep emotional layer. Wo businessman vibe bhi de skta hai or Sehrish ke samne cute boy bhi. He is serious yet soft. Loves family the most. Dono pasand krte h ek dusre ko bachpan s pr apni pehchaan s anjaan hai.
ZOYA HASHIM
Zoya wo larki hai jo ek second me sbko hasa deti hai. Wo childish hrkate krti hai, lekin emotions m baccho se bhi gehri h. Apni duniya khud bnati h jaha pyar ko loud bhi jia jata h or chupke se mehsoos bhi kiya jata hai.zoya bring spicy in Ruhaan calmness.
RUHAAN AZIZ:
Ruhaan ek aisa shaks hai jo sukoon ki misaal hai lekin uske sukoon ke niche ek naughty insaan chipa hai jo sirf zoya ke liye bahar aata hai. Uski baate km hoti hai lekin jb krta hai hr lafz m dil choone wala hota hai log use lawyer ke Roop m jante hai.
MAHIR MALIK:
Mahir wo ladka hai jo din bhr building design krta hai or raat ko romantic novels padhte hue apne khwaabo me us anjaan Tasveer ko imagine krta hai. Uske liye mohabbat ek well planned structure h hr foundation sabr s or hr detail pyar s.
MEHER FARAZ
Meher ek chalti firti novel hai. Har scene me drama. Uske muh se niklne wali baate kabhi logic nahi sirf emotion hoti h. Uski duniya jitni loud h uska pyar utna hi genuine aur gehra.
HANIA MALIK
M office nhi sambhal skti bs ek choti si duniya sambhalna mere khwaab h. Hania wo larki hai jo duniya ke sapne nhi, apna chota sa ghr ka Khwaab dekhti h – jahan mohabbat he roshani h or sukoon ho. Log use simple samajhte hai lekin wo ek geheray h. Ruhaan ko pasand krti h mgr kabhi keh nhi payi. Hania kisi ko badalna nhi chahte bs kisi ki zindagi ka sukoon bn jana chahti h.
HADI MUSTAFA
Hadi ek aisa ladka h jo zindagi ko kbhi reality ki nazr se nhi dekhta uske liye hr din ek naya scene hota h.
Write a comment ...